Kyon ulajthi hoon mein un purane khayalonse?
Shayad vo aaj bhi mujhe meri kamiyaan yaad dilathi hain;
pehle kya tha jo ab mere paas hai ? _ wohi
anokha dimaag jo mujhe gehri kayi mein dakhelnaa chahtha hai?
Ladladke thak gayi mein _ mere
Yudh kaand ka aakri panna abhi aaya nahi hai;
Kya maangun mein us bhagwaan se _ jo
sab jaanthe hue bhi mere haalathon pe hastha hai;
Zindagi mein jeena toh meri bas ki baat nahi_
Marne tak ki himmath nahi hai mujhme;
Kahaan pe hui hai galthi?
Kahaan hai mera makham?
Kaun dikhayega raastha?_ aur
Kya hoga iska anjaam?
ghumke wohi sawaal pe aakar rukh jaathe hain mere khayal_ ke
Kyon ulajthi hoon mein un purane khayalonse? aur_ kya hoga iska anjaam?
(This is again a feeling of desperation when one is helpless and doesn’t even have energy to think positive)

17.385044
78.486671
Share this:My Life perceptions
Like this:
Like Loading...